Ustaad Lyrics
Singer-Nusrat
Fateh Ali Khan
Song- Akhiyan Nu Chain Na
Aave Lyrics
Genres-Qawwali, Ghazal, Sufi, Classical
Discription:- Nusrat Fateh Ali Khan Urdu/Punjabi, born Pervez Fateh Ali Khan (13 October 1948
– 16 August 1997), was a Pakistani vocalist, musician and music director
primarily a singer of Qawwali, a form of Sufi Islamic devotinal
music. In 1971, after the death of his uncle Mubarak Ali Khan, Khan became the
official leader of the family Qawwali party and the party became known
as Nusrat Fateh Ali Khan, Mujahid Mubarak Ali Khan & Party. He became
the head of the family qawwali party in 1971. He is popularly known as
"Shehnshah-e-Qawwali", meaning "The King of Kings of
Qawwali".-
Din Mein Kab Socha Lyrics
Din main kab socha karte the, Soyenge hum raat
kahan
Ab aise aawara ghoomein apne wo halaat kahan
Apne wo halaat kahan
Din main kab socha karte the,
Kab the taiz-rawi per nadaan ab manzil par tanha hain
Kab the taiz-rawi par nadaan ab manzil par tanha hain
Soch rahe hain in hathon se choota tha wo haath kahan
Choota tha wo haath kahan
Din main kab socha karte the, Soyenge hum raat kahan
Din main kab saoch karte the
Kya tum ne unko dekha hai kya unse baatein ki hain
Kya tum ne unko dekha hai kya unse baatein ki hain
Tum ko kya samjhayen yaaro khayi hum ne maat kahan
Khayi hum ne maat kahan
Din main kab socha karte the, Soyenge hum raat kahan
Din main kab socha karte the
Barso baad mile hum unse dono the sharminda se
Barso baad mile hum unse dono the sharminda se
Dono ne chahaa bhi laikin phir aati wo baat kahan
Phir aati wo baat kahan
Din main kab socha karte the, Soyenge hum raat kahan
Ab aise aawara ghoomein apne wo halaat kahan
Apne wo halaat kahan
Din main kab socha karte the
More Legendary Lyrics
My YouTube Channel
0 Comments