Ustaad Lyrics
Singer - Ghulam Ali (1997)
Album - Saadgee
Music - Rafique Hussain
Ghazal - Ab Toh Is Tarah Meri Lyrics
Ab Toh Is Tarah Meri Lyrics
Ab to is tarah meri aankhon mein khwaab aate hain
Jis tarah aayeene cheharon ko taras jaate hain
Jis tarah aayeene cheharon ko taras jaate hain
Ehatiyaat ahal-e-mohabbat ke isi shahar ke log
Gul-ba-dast aate hain aur paabaa-rasan jaate hain
Gul-ba-dast aate hain aur paabaa-rasan jaate hain
Jaise tajdeed-e-taalluq ki bhi rut ho koi
zakm bharate hain to ahabaab bhi a jaate hain
zakm bharate hain to ahabaab bhi a jaate hain
Har kadi raat ke baad aisi qayaamat guzari
Subaho ka zikr bhi aaye to laraz jaate hain
Subaho ka zikr bhi aaye to laraz jaate hain
More Legendary Lyrics
0 Comments